15/10/2015
Hariom..
Aj me ithe alelo ahe sngtlypramane...khi tri nvin krnyasathi... hame shrishwasam me guhyasuktam.mila..
Aj hume kya milnewala hai...bohot sunder..jise aap upasna..ardhana...puja. yagya keh sakte hai...evrythng is included..
Jo vaidik kal me..yehi ek upasna sabse shrshth maani jaati hai.. isikse adhar se sab kuch chalta tha...
Iska nam hai.. Shrishbd dhyanyog..
7 log ne milkar...kiya tha... (Agstya..lopamudra..vasishtha..arundhati..kashyap..aditimati..n yadnyavalkya...)
Har insan k sharir me saptchkra karyarat hote hai..m 2 chkra suptavsthe me hote hai..
Sapt chkra .pranmay deha me hote hai... uske bhitar manomay deh hota hai..
Hum log sochte hai ki sirf mannav me sptchkra hote hai.
Praniyo me 4 chkra hote hai..
Lekin...saptchkra sirf manav me hote hai..ye manna galat hai...aur kaha hota hai..ye janna chahiye.. ye puri srushti brmhand hai... ek bykti ko pind kehte hai..pure srushti ko brmhnd kehte hai..aise anek brhmnd hite hai..
Humare me sptchkra hai toh.. Brmhnd me bhi sptchkra hone chahiye..
Je je pindi te te brmhandi..
Agar humare deh me sptchkra hai.to bhramhnd me bhi saptchkra hai...
Is vasundhara k bhi saptchkra hai.. usike saath sath..jis desh me hum.log rehte hai..us desh k bhi sptchkra hai.. hum jaisa bartav krte hai..waise unko takad badhti hai..
Pradesh k bhi apne apne saptchkra hote hai.. jis vastu me hum.log rehte hai..uske bhi saptchkra hote hai.. kitne sare sptchkro ke sath humara connection hota hai.. jb ye balance hota hai..tbhi hume sukh milte hai.
Hum.jin vykti k sath rehte hai..unke sptchkro k sath bhi humare saptchkra jude hote hai..
Jaha harmony nhi hai...vaha...ye saptchkro k imbalance ki wajah se hota hai..
Ab..ye upasna.. 7 log ne chalu kiya...
Isme kya hota hai..
Hum.log ye har roj kr sakte hai kya...toh nhi..
Jo urja hoti hai..
Yehi system yaha honewali hai..
Jo aayega...jiske harmony me imbalance hai..use thik karne ka karya is Shrishbd me hai .
Shri yane aadimata.. uske shbd yane ved.. is upasna me...har ek jo mntra hai...vaidik mantr hai.. har chkra ka vyktiswarup..brmhndswarup pratima yaha hogi..muladhar saptchkra k sath jude huye..muladhar ganesh... unke mntra hoge..
Aisi rchna banayi gayi hai..iske liye mujhe vakt laga...
Jo yaha aanewala hai..uski koi jimmedari nhi..wo meri hogi..n meri matlb..meri maa ki..
Pehle din samir dada karenge.fir mahadharmavrmn krenge..
Jo bapu kahai..wo mera hai..jo bapu ka nhi.wo mera koi nhi..
Prajapati brmh k jo mntra hai..unka pthn pujan hoga...
Fir manipur chkra.unka swami mahavishnu hai...
Shrisukta hoga..
Ye jo mntra hoge.. vishnusukta..agnisukta bhi hoga..
Uske baad anahat chkra...iska swami.paramshiv..
Uske baad vishuddh chkra.. vibhhishn swami hote hai..
Uske sambandhit mantr hoge..
Uske baad aagyachkra...swami..mahapran hanumant ji...unke suktase.. yaha k mahapran k bohot hi sunder hai..uske sath aur kuch mntra se agyachkra ki upasna..
Uske bad sahastrarchkra..dattaguru... maa ke sath hote hai..
Devi athrvshirsh hoga..
Ye vaidkik sukta..har chkra k sath hoge..uske bad us devta ka gayatri mntra hoga..fr eg..ganesh gayatri mntra..om.ekdantaya vidmahe...
Aose har ek chhkra ke swami k gayatri mntr hoge.
N uske baad mahtvpurn chij..
Swastivakyam.. in 7 logon k banaye huye.. ek hi vakya hoga..
Pehle marathi me baadme hindi n fir sanskrit me kahe jayenge..samir dada k avaj me..
Gayatri mntra mere avaj me.. vaidik mntra yogindrasinh k avaj me..
Pehle vaidik mntra.. fir un swami ke gayatri mntra..n fir Swastivakyam..
Swastivakyam.. Ye vakya..humare us us chkra ko strength dete hai.. sirf uske ucchar se humare badha dur hoti jaayegi..
Sabse ant me.. maatruvakya..
Mza baalaka me tuzavr nirantr prem karit rahte. Yehi vkya fir maratji hindi n sanskrit me hoge..
Isme hum dhyan kaha kare..
Chkra ko dekhe.? Yes..pratima ko dekhte rehna..
Agar aap nhi dekh paaye..agar baithke nhi dhyan nhi hai..toh bhi.. un mntra ka asar hoga...aap chaho ya na chaho..
Ye maa ka pyar hai..
Hume uske liye kya dena hai..kuch bhi nhi dena hai... sirf dhyan dena hai..
Ye kaliyug hai..hum sochte hai..me marayhi hu..tamil hu...etc..
Lekin hume pata nhi hai..humare purvaj kaha se hai.. ye to yha se waha jana hai.. hum jante nhi hai.. hamra mul nivas.. hume malum nhi hota hai.. ye ek baat..
Dusri baat.. kuldaivat kaunsa hai ye bhi hume malum nhi hota..
Gramdevata nhi malum hote..
Hamari jnmashrunkhala nhi malum hoti.. upekshit daivat.. (mannat mangte hai aur bhul jate hai.. ) wo malum nhi hota..
Ye bhi is Shrishbd me pure ho jayenge..
Ye saari cheeje ek insan ko sambhalna bahout kathin hai..
Wo sabkuch jarur sambhalegi..
Hame upastjit rehna hai. Jitna ho sake..jbhi ayenge tbhi koshish kro pure man k sath aayenge. Har roj upasna nhi karni hai..
Padh jarur sakte hai..lekin yog samjh k nhi.. sirf pdhne k liye pdh sakte hai. Kynki ye manav ki takad ki baat nhi hai..
Dhyan karna hai..saptchkra pr... sab chkro ka pratinidhitva us chitra me hoga.
Hum nhi samjh paaye toh bhi pblm nhi hai..hume sirf dekhna hai.. wo mnyr apana kam jarur karne wale hai..
Usse apneap humari chkro ko strength mikne wali hai.. ye bohot badi sunder upasna.. aradhna hai.. ye 7hi chkro ko swsth rkhne wale mahapran hanuman aur Trivikram hai..
Bade pyar se hume vijayadshmi ki upasna krni hai..uske baad.. hum sikhenge ..
Ghar me hum chkra ko dekhke swastivakya bol sakte hai... ye upasna k taur par kar sakte hai. Baar baar bhi bol sakte hai.. Ye grace hai mere maa ki.. uske compasSion k karan.. ye savlat hume mili hai...
Muladhar chkra se shuru karke sab chkra karne hoge.. ghar baithkar bhi sab kuch mil sakta hai ..
29th k guruvar k din ye Shrishbd dhyanyog shuru hoga. Pehle swastikshem sanvad.. n Shrishbd dhyanyog higa..n uske beech me bolunga..
Me jab ghum raha tha..tbhi dekha.. sabke chro me asantulan hai..us vajah se..ye shrishbda dhyan yog..
Uska hum pura fayda uthayenge..
Ambadnya
..
Typed by Ketakiveera Kulkarni..
No comments:
Post a Comment