- Tumhaari capacity hai utana karana us se jyaadaa Baba bhaar uthaayenge.
- Beyond human capacity, I will take care.
- He does manipulation. Sadguru is doing for us.
- Jugaad is science.
- Tenex. Ten million dollar turnover company.
- 3M company example.
- God is doing Jugaad.
- Bhagwan hamara bhaar uthaane ke liye taiyaar hai.
- Coolie ready hai hamara bhaar uthaane ke liye. Hum ko bhaar denaa hai.
- Daughter of Nana Saheb Chandorkar was pregnant and child was cross. Baba send Udi and Aarati.
- Mothi nataki Hi Mauli.
- Ye coincidence nahi.
- Ye bhaar Sai ne uthaayaa. Ye Juagaad hai.
- God is doing Jugaad for us.
- How He does it's not our domain.
- Woh sub kuch ek hi hai.
- Wo jaanataa hai aage kyaa hone wala hai. Nahi karataa hai wohi uchit hai.
- Sai aajaa naa interview ke liye.
- Sai dono side rahenaa.
- Ye meraa sagaa Baap hai to aap bhaikhaari nahi. Ye bhaik nahi. Hame maanganaa chaayiye.
- Chhoti chhoti baat me bhi maaanganaa shikho. Use hameshaa har kaam me samil kara naa.
- Sai photo khich ne aanaa (in function).
- Sai ke saath bolo.
- Usa ki awaj nahi suna sakate. Jarur nahi.
- Wo dil ki bhaashaa jaanataa hai. Photo ko dil se lagaav.
- Hame use jingdagi me bulaanaa chaahiye.
- Baba chal jaa rahaa hu, Tatti kar ne.
- Nothing wrong in it.
- Slowly trouble will go.
- Hamara prem hai ki ye meraa Baap hai to milega. Ye pyaar se maangataa hai. Hukk se maangataa hai.
- He does partiality for Shraddhawan.
- Sacchidanand.
- Sat means astitva. Vishwas purvak hai. Accha hai. Sat.
- Chit. Means jaananaa mahesus karanaa aur pahechaananaa. Bhagwan hai ye jaanane se mahesus karane se pahechaananaa se Aanand praapt hotaa hai.
- Bhagwan basically Anand Swarup hai. Satya Swaroop hai. PREM Swarup hai.
- Vaastav hameshaa satya nahi.
- Bhagwan Satya svaroop hai.
- Bhagwan jaanataa hai.
- Bhagwan hamare jivan me Aanand denaa chaahataa hai.
- Bhagwan ke paas chitragupta nahi.
- Svarg aur Nark nahi.
- Bhagwan Satya maarg se sab kuch denaa chaatataa hai.
- Jis jis path par bhakt Sai kaa vahaa khadaa hai Sai.
- Sai aapke marg par aayegaa to aapko mudanaahi padegaa.
- Ye sab kuch karataa hai. Ye Jugaad hai.
- Hamari bhakti kam hai. Usase maango. Woh bhaar uthaane ke liye taiyaar hai.
- Bhagwan zol karo. Nothing wrong in it.
- Bhagwan dil ki bhaashaa jaanataa hai.
- Jhansi ki raani 20 saal ki thi. 170 soldiers ko maaraa.
- Shoor saar bhakt the. Sai mera vajan uthaane ke liye vachan baddh hai.
Ambadnya
Shri Ram